Who Am I??

An environmental engg turned Software Engg working for a MNC. U cn call me Peenuts..thats what my long lost frend used 2 call me, and its in his memory.

8/8/06

Yeh Aansoo

THis is just a part of the poem which i began writing today...Luckily i got busy in work and didnt hav time to continue it :|


Its TITLED:
Yeh Aansuu!



Yeh aansuu..
ankhon main bhar aatey hain
aur main sar jhalkata hoon idhar udhar
ki koi dekh na ley inhey tapaktey huey meri aankhon sey
yeh aansuu.


Yeh aansuu
Dil ko nam kar jaatey hain,
yaadon ka samandhar chod jaatey hain
Aur main tak taki lagaye aakaash main dekhta rehta hoon
ki koi dekh na ley inhey tapaktey huey meri aankhon sey.


yeh aansuu..
uski yaaad main baha ley jaatey hain
jeena dushwar banaa detey hain
aur main apney dil o dimag ko samjahta hoon.."aakhir uski khushi
hi to meri khushi hai"
palkhon ko band karta hoon, aur hamesha key liye qaid kar leta
hoon, un yaadon ko, in aansuon ko.
ki koi dekh na ley inhey tapaktey huey meri aankhon sey
yeh aansuu.

No comments:

Book Reviews